Yun hi tanhai mein ab dil ko saza dete hain.....
Naam likhtay hain tera likh k mita dete hain.....
Jab B nakam mohabbat ka koi zikar kare.....
Log hanste hain mera naam bata dete hain....
Ab khushi ki koi tarkeeb na sajaye.....
Ab ye aalam hai k gham hi maza dete hain.....
Kya zarorat hai k dete ho khud ko ye zahmat....
Lao hum khud hi nashaimen ko jala dete hain....
Ab tasalli nahi di jati mareez-e-gham ko.....
Dekhne wale B marne ki DUa dete hain....

No comments:
Post a Comment